Main yahan se dabe paanv chali jaaun

Mera naam kisi ki zubaan pe na aaye

Dua nahi ki itihaas yaad rakhe mujhe

Kaash mere karm meri pehchaan ban jaaye